PUK Code to Unlock Ufone SIM 2025 | Ufone PUK Lock Kaise Khole
PUK Code to Unlock Ufone SIM 2025 | Ufone PUK Lock Kaise Khole
.
.
.
Agar aapki Ufone SIM lock ho gayi hai aur phone PUK code maang raha hai, to tension lene ki zarurat nahi!
Is 2025 guide mein hum aapko simple steps batayenge jisse aap apni Ufone SIM ko unlock kar sakte hain.
.
.
.
🔹 What Is a PUK Code? | PUK Code Kya Hota Hai
PUK (Personal Unblocking Key) ek unique code hota hai jo SIM card ko unlock karta hai jab aap galat PIN number multiple times enter kar dete hain.
.
.
.
⚠️ Warning: Agar aap galat PUK code baar-baar enter karenge to SIM permanently block ho sakti hai.
Isliye hamesha sahi source se code lein — jaise Ufone menu, helpline, ya franchise.
.
.
.
🔹 *Method 1: Dial 336# (Ufone Menu Code)
Sabse pehla aur asaan tareeqa ye hai:
Apne mobile se *336# dial karein.
Menu khulega — 1 press karein aur send karein.
Agla menu aayega — 00 likh kar send karein.
Phir 8 press karein aur send karein.
📲 Ab aapke screen par PIN aur PUK code dono show ho jayenge.
: This method works instantly on active Ufone SIMs.
.
.
🔹 Method 2: Call Ufone Helpline (333)
Agar aap *336# method se PUK nahi dekh pa rahe, to:
Ufone helpline 333 par call karein.
.
.
.
Customer service representative ko apna masla batayein.
Verification ke baad woh aapko PUK code bata de ga.

Comments
Post a Comment